Dil mein meray hay hay dard tera kaisa
Na jay kisi dawaq say, na jay is kay ishk say
Bari koshih kar raha hoon mein
Kay bhula doon men thum ko kisi bhi tarhan
But dil hay kay kanda kiyay howay hay, har lamhay ko taray
Hay hay aik ajeezb sa lothra e goshth,
Deta hay zindagai mujh ko, par letaa hay hay meri jaan
Deteen haein yay hadeen teri takeelf is kadar mujh ko
Par bhir bhi yay takaaleef hain mehboob mujh ko
Kay aay meray mehboob, thaay saath jo lamhay hein mein nay guzaray
Itnay hain khoob soorth, kay bhooladia mera khuda jis nay mujh ko
Anso yaa girtaay hein tap tap, har lamhay juba ay teri jo mujhaahy yaad
Par phir bhi hay aik muskarahath, mera hontoon pay
Shayad yay ghumay janaan hay, shayad ya hay khuda ki rehmath
Kay jub bhi mein kraon yaad tum ko, bun jata hoon main lafzoon ka khazana
Kul phir mujhay milnay aana,
Ishi tarhan meray khialon mein
Phir mein khush ho jaaon ga, jaisay jub mein tha bahoon mein teri
Yaad aatay hain who lmhay, jub to dhoond thi the khazana apni naak say
Hansi aati hay mujhay aaj bhi, jab yar atii hain harkatain teri
Khoob say khoob soorath thay jo dein mein nay tumharay saath thay guzaray
Kaash kay khoob soorath say bhi khoob soorath guzarjatay din hamaray
Koshish mein nay ki pori, kay tumhain day sakoon har khushi
Par sitaroon ki talab tumhari, kamar sah na saki hamari
Phir bhi koshih ki mein nay, kay karoon har who kaam jo bhaay tumhain
Par phir bhi bha na saka mein tumko, sub mehhat howi zaya hamari
Phir bhi janaan, dua deta mein thumain, har baar jub yaad aati hay tumhari
Paras tum nay bana dia mujh ko, to dua shayad yahi thi tumhari
Urdu nahi aati thi mujhay samjahta tha mein kabhi
Par aab urdu ka alfaz he aatay hein, jub yaad aati hay tumhari
Kush Raho, jahaan raho, Ho sara jehan tumhara
Kaash kay us jehan mein jaga hoti kuch hamari
Suna tha kay ghum e jaana, mein hota hay bara suroor
Aab yahi suroor hi hay, jaan hamari
Kul guzra tha un galioon say mein jahan thi tom meri peth parh
Khushi Aur Ghum say howain aainkhain naam hamari
Saah na saka mein us bojh ko us kadar tha boojh is ahsaas ka
Shal na saka mein, beth gaia kuch lamhoon ko , kay shaayad ho kuch dard yah kum
Tamasha meri aankoon nay dikhaya zamanay ko is kadar,
Bilkul ushi tarhan, jub thi tum meri peth par, or khus ho raha the zamana
Yaad ataay hein wo din, jub tha meri bahaon mein teray leya ya lutf
Yahi yadein rulati hein mujhay aur yaad aur dilate hain tumhari
Bari koshis ki mein nay, kay shuroon karoon mein sharaab
Dhut ho jaaon us kay andar, bujha do mein ghum ki aang
Par yaad aati hay mujhay woh aag to jala day gi un sub aango ko
Jis kay baad, phir milti hay zindagi phir jalanay ko
Dua karta hoon mein us khuda say, jis nay baksha tha tum ko mujhay
Shukaria ada karta hoon, un dinoon ka jo guzar gay
Aaj kuch yaad ziada hay, shaaiad is waja say
Kay pata chala hay mujay kay in bahoon ki zaroort hay tum ko ab nahi
Sonchata hoon kay day sakay ga tumhay khushi woh mera rakeeb
Par dua karta hoon, kay day day wo sab jo mein na day saka
Poori hoon tumhari har khushi, Poori hoon har khuwahish to mein poori na kar saka
AAb to hay dua Allah say bus aaik hi har waqat
Kay is dard to ko kar day dour mujh say, ka jeen sakoon mein kareeb
Kar sakoon woh saray kaam, ko kar dein mujhay us zaat say kareeb
Jis nay bheja tha us hoor ko meray kareeb
Dua hay kay hay aanso thum jaain ab jald us kareeb
Kay ghar araha hay kareeb, kay subho e nau hay kareeb
Har sub ko aankh khulti hay, par tum nahi hoti idhar
Haath meray tarptay hain, tumhay choonay kay leyay
AAb to hay dua Allah say bus aaik hi har waqat
Kay is dard to ko kar day dour mujh say, ka jeen sakoon mein kareeb